Pyar ki dushman ho gayi duniya
Kis ka jakham dikhaye
Ab ke bichade mil na sakenge
Wo ghadi na aaye
Teri rahe tak tak haare
Teri rahe tak tak haare
Aaja tera pyar pukare
Teri rahe tak tak haare
Aaja tera pyar pukare
Maar gayi hai teri judayi
Maar gayi hai teri judayi
Chup chup kar se naina humare
Teri rahe tak tak haare
Aaja tera pyar pukare
Aaja ho aaja
Rasame wafa hai dilwalo ki hoti hai ruswai
Aaj humare pyar ka matam karati hai shehnai
Rasame wafa hai dilwalo ki hoti hai ruswai
Aaj humare pyar ka matam karati hai shehnai
Hum nahi bhoole pyar ka wada
Hum nahi bhoole pyar ka wada
Jeena marana sath tumhare
Teri rahe tak tak haare
Aaja tera pyar pukare
Aaja ho aaja
Do dil tod ke khush hota hai ye bedard jamana
Raste ki sab diwaronko tod ke jaldi aana
Do dil tod ke khush hota hai ye bedard jamana
Raste ki sab diwaronko tod ke jaldi aana
Tut na jaye sans ki dori
Tut na jaye sans ki dori
Doob na jaye aas ke tare
Teri rahe tak tak haare
Aaja tera pyar pukare
Aaja ho aaja
Aaja ho aaja