------------------------
[M]Hey hey,aa ha ha ha ha
Ha ha,mm hm hm hm
-----------------------------------
Yeh sama yeh nazaare kho gaye hain
Hum kasam se tumhaare ho gaye hain
Yeh sama yeh nazaare kho gaye hain
Hum kasam se tumhaare ho gaye hain
Rehta hai dil jaane kahan
Betaab se hum hain yahan
Zubaan pe,in labon pe bas tera naam hai
Begaane is jahan se kya humein kaam hai
Yeh sama yeh nazaare kho gaye hain
Hum kasam se tumhaare ho gaye hain
----------------------------------------
----------------------------------------
[F]Aji tumse jab se mohabbat hui
Humaari ajab si yeh haalat hui
Aji tumse jab se mohabbat hui
Humaari ajab si yeh haalat hui
[M]Tumne khata ki dil lootne ki
Tumko mili hai iski sazaa
[F]Yeh sama yeh nazaare kho gaye hain
Hum kasam se tumhaare ho gaye hain
----------------------------------------
----------------------------------------
[F]Dua mein tumhe maangna aa gaya
Humein raat bhar jaagna aa gaya
[M]Hm hm hm,hm hm hm hm hm
[F]Dua mein tumhe maangna aa gaya
Humein raat bhar jaagna aa gaya
[M]Sach keh rahe hain dard-e-jigar ka
Hota hai dilbar apna mazaa haan
[F]Yeh sama yeh nazaare kho gaye hain
Hum kasam se tumhaare ho gaye hain
---------------------------------------
---------------------------------------
[F]Humein baazuon mein chhupa lo sanam
Yeh chaahat hai kaisi bataao sanam
Humein baazuon mein chhupa lo sanam
Yeh chaahat hai kaisi bataao sanam
[M]Darr lag raha hai madhoshiyon mein
Hum kar na baithe koi khata
Yeh sama yeh nazaare kho gaye hain
Hum kasam se tumhaare ho gaye hain
[F]Yeh sama yeh nazaare kho gaye hain
Hum kasam se tumhaare ho gaye hain
[M]Rehta hai dil jaane kahan
Betaab se hum hain yahan
[F]Zubaan pe in labon pe bas tera naam hai
Begaane is jahan se kya humein kaam hai
Yeh sama yeh nazaare kho gaye hain
[M]Haan hum kasam se tumhaare ho gaye hain
[F]Aa ha,aa ha ha ha ha
Aa aa,aa aa aa aa
[M]Hey hey,aa ha ha ha ha
Hey hey,mm hm hm hm
---------------------------------------
Thank you...