ՑϻՄԼӚ
The Gambler
Movie:Pyar kiya To Darna Kya
Music:Sajid Wajid
Singers: Afzal Sabri, Iqbal
Sabri, Anupama Deshpande
Sun o diwani
Teri jawani Badi mast mast he
Teri jawani badi mast mast he
Ye bhiga mausamm kali ghataayein
Suni padi hein ulphat ki rahein
Pyar karne ka yahi waqt waqt he
Teri jawani,
teri jawani Badi mast mast he
Teri jawani badi mast mast he
Teri jawani badi mast mast he
The Gambler
Jass
Jis din se dekhi he teri jaawani,
Paagal hui me hui me diwaani,
Music
Ho o ye bhigi bhigi fiza keh rahi he,
Bahon me aaja ke rut he suhani,
Thoda sa pyar de,de,
Dil ka karar de de,
Aankhe he pyasi pyasi
Apna deedar de de,
Aaaaaaaaa... Aaaaaaaa.
Kitni rangeen he tu,
Kitni haseen he tu,
Duniya se bachke rehna
Badi namkeen he tu
Sabki nazar badi sakht sakht he,
Teri jawani,
Teri jawani badi mast mast he
teri jawani Badi mast mast he
Teri jawani badi mast mast he
Walla walla walla walla walla walla
The Gambler
Jass
Yun rutha rutha tu kab tak rahega,
Zulfo ke saye se kab tak bachega,
Music
Ho dhundega mujhko tu hoke diwana,
Jis par mohabbat ka jadu chalega,
Shayar ka khuwab he tu,
jaam e sharab he tu
Tera javaab kahan,
khud lajawab he tu
Aaaaaa aaaaaa..
Chaal mastani teri,
Duniya diwani teri,
Har koi chahta hai
Ab meharbani teri
Jisko bhi dekho wohi Matalab parast he
Teri jawani,
Teri jawani Badi mast mast he
Teri jawani badi mast mast he
Ye bhiga mausam kaali ghataye
Suni padi hein ulphat ki rahein
Pyar karne ka yahi waqt waqt he
Teri jawani badi mast mast he
Teri jawani badi mast mast he
Teri jawani badi mast mast he
Walla walla
walla walla
walla walla
Walla walla
walla walla(Aaaaaaaaa..Aaaaaaaa)
walla walla
walla walla
ՑϻՄԼӚ
The Gambler