
Mera Aap Ki Kripa Se
Mera aapki kripa se
Sab kaam ho raha hai
Karte ho tum kanhaiya
Mera naam ho raha hai
Mera aapki kripa se
Sab kaam ho raha hai
Karte ho tum kanhaiya
Mera naam ho raha hai
Mera aapki kripa se....
Patwar k bina hi
Meri naav chal rahi hai
Bin mange hi kanhaiya
Har cheez mil rahi hai
Patwar ke bina hi
Meri naav chal rahi hai
Bin maange hi kanhaiya
Har cheez mil rahi hai
Ab kya btayun Mohan
Aaraam ho raha hai
Karte ho tum kanhaiya
Mera naam ho raha hai
Mera aapki kripa se...
Meri zindagi me tum ho
Kis baat ki kami hai
Mujhe aur ab kisi ki
Parvah bhi nahi hai
Meri Zindagi me tum ho
kis baat ki kami hai
mujhe aur ab kisi ki
Parwah bhi nahi hai
Teri badolaton se
sab Kaam ho raha hai
Karte ho tum kanhaiya
Mera naam ho raha hai
Mera aapki kripa se...
Duniya me honge lakhon
Tere jaisa kon hoga
Tujh jaisa banda parvar
Bhala aisa kon hoga
Duniya mein honge lakhon
Tere jaisa kon hoga
Tujh jaisa banda parvar
Bhala aisa kon hoga
Thama hai tera daaman
Aaram ho raha hai
Karte ho tum knahiya
Mera naam ho raha hai
Mera apki kripa se
sab Kaam ho raha hai
karte ho tum kanhaiya
Mera naam ho raha hai
Mera aapki kripa se...
Mera Aap Ki Kripa Se by jaya kishori - Lyrics & Covers