Ishq hai chaandi
Ishq hai sona ishq hai heere moti
Ishq agar na hota logo
Ye duniya
Na hotee koee ye bata ishq hota hai kya
Kyon hota hai ismein hota hai kya kabhi dil
Ghabraye
Kabhi neend ud jaaye kahin chain na
Aaye ishq bhi kya cheez hai
Ishq bhi kya cheez hai
Ye kya cheez hai kabhi sapne
Dikhaye kabhi umeede badhaye
Kahin dard jagaye ishq bhi kya cheez
Hai ho ishq bhi kya cheez hai
Dil
Ko ye kaise sambhalu dil bas kahe tera naam
Tu na mila
Toh mujhe mita duga apni yeh jaan tu hai meri
Zindagi tu hai meri zindagi
Bin tere jeena nahi kabhi kaha nahi jaye
Kabhi saha nahi jaye chup raha nahi
Jaye ishq bhi kya cheez hai
O ishq bhi kya cheez hai
Dil khoya khoya rahe kuch bhi na acha lage
Jag sara jhoota lage o mehboob sachha
Lage yeh to hai aisi saza aata hai
Jisme maza aata hai
Jisme maza kabhi sawan barsaye
Kabhi shole bhadkaye
Kahin mausam yeh dikhaye ishq bhi kya
Cheez hai ho ishq bhi kya cheez hai