toota toota ek
parinda aise toota
ke phir jud naa paaya
loota loota kisne
usko aise loota
ke phir ud naa paaya
ooo toota toota ek
parinda aise toota
ke phir jud naa paaya
loota loota kisne
usko aise loota
ke phir ud naa paaya
girta hua woh asma se
aakar gira zameen par
khwabon mein phir
bhi badal hi the
woh kehta raha magar
ke allah ke bande hasde
allah ke bande
allah ke bande hasde
jo bhi ho kal phir aayega
allah ke bande hasde
allah ke bande
allah ke bande hasde
jo bhi ho kal phir aayega
kho ke aapne par hi
to usne tha ud naa sikha
kho ke aapne par hi too
kho ke aapne par hi to
usne tha ud naa sikha
gham ko aapne saath mein
lele dard bhi tere kaam aayega
allah ke bande hasde
allah ke bande
allah ke bande hasde
jo bhi ho kal phir aayega
allah ke bande hasde
allah ke bande
allah ke bande hasde
jo bhi ho kal phir aayega