menu-iconlogo
logo

Meri Zindagi Mein Ajnabee

logo
Lyrics
Na chaand ka

Na taaron ka

Na phoolon ka

Na bahaaron ka

Na nazaaron ka

Na ishaaron ka

Na apnon ka

Na begaanon ka

Singer 1Male Singer 2Famale

Meri zindagi mein,ajnabi ka intezaar hai

Main kya karoon

Ajnabi se mujhe pyaar hai

Woh ajnabi,jaana pehchaana

Sapnon mein uska,hai aana jaana

Aa ajnabi, tere liye

Dil yeh mera beqaraar hai

Meri zindagi mein,ajnabi ka intezaar hai

Main kya karoon,

Ajnabi se mujhe pyaar hai

Woh ajnabi,jaana pehchaana

Sapnon mein uska,hai aana jaana

Aa ajnabi, tere liye

Dil yeh mera beqaraar hai

Meri zindagi mein,ajnabi ka intezaar hai

Main kya karoon

Ajnabi se mujhe pyaar hai

MuSiC

Dont Forget To Like Follow

Khushbuon ki gali mein

In hawaaon mein dekha

Maine chehraa uska

Dilkash fizaaon mein dekha

Oh, bekhayaal karta hai,

Woh bada deewana hai

In labon ka pyaasa hai

Dil ka aashiqaana hai

Bekhayaal karta hai,

Woh bada deewana hai

In labon ka pyaasa hai

Dil ka aashiqaana hai

Woh ajnabi,jaana pehchaana

Sapnon mein uska,hai aana jaana

Aa ajnabi, tere liye

Dil yeh mera beqaraar hai

Meri zindagi mein,ajnabi ka intezaar hai

Main kya karoon,

Ajnabi se mujhe pyaar hai

MuSiC

Ab to uske liye hi,raat bhar jaagti hoon

Aaye ghadiya milan ki

yeh duaa maangti hoon

Ho..jaaneman mohabbat mein

Faasla zaroori hai

Dhadkanein yeh kehti hai

Chaar din,ki doori hai

Jaaneman mohabbat mein

Faasla zaroori hai

Dhadkanein yeh kehti hai,

Chaar din,iki doori hai

Woh ajnabi,jaana pehchaana

Sapnon mein uska,hai aana jaana

Aa ajnabi, tere liye

Dil yeh mera beqaraar hai

Meri zindagi mein,ajnabi ka intezaar hai

Main kya karoon

Ajnabi se mujhe pyaar hai

Woh ajnabi,jaana pehchaana

Sapnon mein uska,hai aana jaana

Aa ajnabi, tere liye

dil yeh mera beqaraar hai

Meri zindagi mein,ajnabi ka intezaar hai

Main kya karoon

Ajnabi se mujhe pyaar hai

Thanks

Meri Zindagi Mein Ajnabee by Kareena Kapoor/Bobby Deol - Lyrics & Covers