Meri saans saans mere yaar ke liye hai
Ab wajha na koi intezaar ke liye hai
Meri saans saans mere yaar ke liye hai
Ab wajha na koi intezaar ke liye hai
Zindagi pyaar ke liye hai
Zindagi pyaar ke liye hai
Meri saans saans mere yaar ke liye hai
Ab wajha na koi intezaar ke liye hai
Zindagi pyaar ke liye hai
Zindagi pyaar ke liye hai
Jiski thi tamanna , meri nazar ko
Mujhko Aaj woh mila hai
Jiski thi tamanna , meri nazar ko
Mujhko Aaj woh mila hai
Q na ye khumaari , palkon me doori
Khwabon ka ye silsilaa hai
Ihsaas gar ho , ek dosre ka
Itna hi faasla hai
Har garhi Pyaar ke liye hai
Zindagi Pyaar ke liye hai
Meri saans saans mere yaar ke liye hai
Ab wajha na koi intezaar ke liye hai
Zindagi pyaar ke liye hai
Zindagi pyaar ke liye hai
Meri saans saans mere yaar ke liye hai
Ab wajha na koi intezaar ke liye hai
Zindagi pyaar ke liye hai
Zindagi pyaar ke liye hai