krupa kee naa hotee, jo aadat tumhaaree,
to suuni hee rahtee adaalat tumhaaree
garibon ke dil mein, jagah tum naa pate,
to kis dil mein hotee, ibaadat tumhaaree.
bas itanee krupa karnaa,
bas itanee krupa karnaa, mera vakt sudhar jae

ujjain mein pahunchun to,
ujjain mein pahunchun to mahakaal najar aaye

karthaa tumhi ho baba, bhartaa tumhi ho baba

bhikhaari hoon choukhat ka aur tum ho mere daata

meri ye duaon mein itana to asar aaye
Kishan kee duaon mein itana to asar aaye
main dukh mein jo rahoon to,
main dukh mein jo rahoon to baba ko khabar jae
ujjain mein pahunchun to mahakaal najar aaye
ujjain mein pahunchun to mahakaal najar aaye
ujjain mein pahunchun to mahakaal najar aaye
ujjain mein pahunchun to mahakaal najar aaye
ujjain mein pahunchun to mahakaal najar aaye
darshan ko tere, baba, lambi lagee kataren

har ek najar, baba, raah teri nihaaren

dekhoon jidhar-jidhar bhee saba tere hee gun gae
aise karam karoon main, baba ko pasand aaye
ujjain mein pahunchun to,
ujjain mein pahunchun to mahakaal najar aaye
ujjain mein pahunchun to mahakaal najar aaye
ujjain mein pahunchun to mahakaal najar aaye
ujjain mein pahunchun to mahakaal najar aaye
ujjain mein pahunchun to mahakaal najar aaye
ujjain mein pahunchun to mahakaal najar aaye
har lete sabaki chintaa, mere chintaman ganesha

har siddhi maan pooree kare, bhakton ke man kee mansa

kaal bhairav baba bhee krupa badee barasaaye
mil jae pyaar sabakaa, chamatkaar ye ho jae