Aaja tere hato me, mehendi laga du
Gori gori baho pe, kangana chadha du
Kali ghataayo ka, k a laga du
Kali ghataayo ka, k a laga du
Ek tu hi, mann ko hai, bhaayi
Sajna.. sajna.. sajna,. ho rama
Tujh sang preet lagayi
Sajna sajna sajna, ho rama
Tune mujhe chori se, apana banaya
Pyar ki raho pe, chalana sikhya
Dukh aur sukh me, jina bataya
Dukh aur sukh me, jina bataya
Main hu tujhpe vaari
Sajna.. sajna.. sajna., ho rama
Haye bedardi,haye bedardi
Tujh sang preet lagayi
Sajna sajna sajna o rama