Tere bina zindagi se koi
Shikwa to nahin
Shikwa nahin shikwa nahin
Shikwa nahin
Tere bina zindagi bhi lekin
Zindagi to nahin
Zindagi nahin zindagi nahin
Zindagi nahin
Tere bina zindagi se shikwa
To nahi
Kaash aisa ho tere kadmo se
Chun ke manzil chale
Aur kahii door kahii
Kaash aisa ho tere kadmo se
Chun ke manzil chale
Aur kahii door kahii
Tum agar saath ho
Manzilo ki kami to nahii
Tere bina zindagi se koi shikwa
To nahi shikwa nahi shikwa nahi
Shikwa nahi
Jee mein aata hai
Tere daaman mein
Sar jhuka ke hum
Rote rahee rote rahe
Jee mein aata hai
Tere daaman mein
Sar jhuka ke hum
Rote rahe rote rahe
Teri bhi aankho mein
Aansuon ki nami to nahii
Tere bina zindagi se koi shikwa
To nahi shikwa nahi shikwa nahi
Shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin
Zindagi to nahi zindagi nahi
Zindagi nahi, zindagi nahi
Tum jo keh do to
Aaj ki raat
Chaand doobega nahii
Raat ko rok lo
Tum jo keh do to
Aaj ki raat
Chaand doobega nahii
Raat ko rok lo
Raat ki baat hai
Aur zindagi baaki to nahii
Tere bina zindagi se koi
Shikwa to nahi shikwa nahi
Shikwa nahi shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin
Zindagi to nahi zindagi nahi
zindagi nahi zindagi nahi
Tere bina zindagi se sikwa
To nahi