menu-iconlogo
huatong
huatong
kishore-kumarlata-mangeshkar-bheegi-bheegi-raaton-mein-cover-image

Bheegi Bheegi Raaton Mein

Kishore Kumar/Lata Mangeshkarhuatong
pao7926huatong
Lyrics
Recordings
Bheegi bheegi raaton mein,

Meethi meethi baaton mein

Aise barsaton mein

Kaisa lagta hai? haan

Aisa lagtaa hai tum banke baadal,

Mere badan ko bhigoke mujhe

Chhed rahe ho o chhed rahe ho

Aisa lagtaa hai tum banke baadal,

Mere badan ko bhigoke mujhe

Chhed rahe ho o chhed rahe ho

Ambar khele holi ui ma

Bheegi mori choli hamjoli hamjoli

Ambar khele holi ui ma

Bheegi mori choli hamjoli hamjoli

O paani ke is rele mein

Saavan ke is mele mein

Chhat pe akele mein

Kaisa lagtaa hai

Aisa lagtaa hai tum banke ghata

Apne sajan ko bhigoke khel

Khel rahi ho o khel rahi ho

Aisa lagtaa hai tum banke baadal

Mere badan ko bhigoke mujhe

Chhed rahe ho o chedd rahe ho

Barakha se bachhalun tujhe

Seene se lagaa loon

Aa chhupaalun aa chhupaalun

Barakha se bachhalun tujhe

Seene se lagaa loon

Aa chhupaalun aa chhupaalun

Dil ne pukara dekho rut ka ishaara dekho

Uf ye nazara dekho

Kaisa lagtaa hai, bolo?

Aisa lagtaa hai kuchh ho jayega

Mast pavan ke ye jhoke saiyaan

Dekh rahe ho o dekh rahe ho

Aisa lagtaa hai tum banke baadal

Mere badan ko bhigoke mujhe

Chhed rahe ho o chhed rahe ho

Hmmmm hmmmm

Hmmmm hmmmm

More From Kishore Kumar/Lata Mangeshkar

See alllogo

You May Like