O sathi re.. tere bina bhi kya jeena
Tere bina bhi kya jeena
O sathi re.. tere bina bhi kya jeena
Tere bina bhi kya jeena
Phoolon mein, kaliyon mein
Sapnon ki galiyon mein...2
Tere bina kuchh kahin na
Tere bina bhi kya jeena
Tere bina bhi kya jeena
O sathi re.. tere bina bhi kya jeena
Tere bina bhi kya jeena
Har dhadkan mein pyaas hai teri
Saanson mein teri khushboo hai
Is dharti se us ambar tak
Meri nazar mein tu hi tu hai
Pyaar yeh toote na...
Pyaar yeh toote na
Tu mujhse roothe na...2
Sath yeh chhoote kabhi na
Tere bina bhi kya jeena
Tere bina bhi kya jeena
O Sathi re.. tere bina bhi kya jeena
Tere bina bhi kya jeena
Tujh bin jogan meri raatein
Tujh bin mere din banjaare
Mera jeevan jalati dhooni
Bujhe bujhe mere sapne saare
Tere bina meri...
Tere bina meri, mere bina teri...2
Yeh zindagi zindagi na
Tere bina bhi kya jeena...2
O sathi re.. tere bina bhi kya jeena
Tere bina bhi kya jeena
O sathi re.. tere bina bhi kya jeena
Tere bina bhi kya jeena