Aanhko mein teri ajab si
Ajab si aadayein hai
Aanhko mein teri ajab si
Ajab si aadayein hai
Dil ko banade jo baatang saanse,
Yeh teri woh hawayein hai
Aanhko mein teri ajab si
Ajab si aadayein hai
Oh ho ho oh aanhko mein teri
Ajab ajab si aadayein hai
Dil ko banade jo baatang saanse,
Yeh teri woh hawayein hai
Aaye aaisi raat hai jo,
Bahut khush naseeb hai
Chaahe jise duur se duniya,
Woh mere kareeb hai
Kitna kuch kehana hai phir bhi
Hai dil mein sawaal kahein
Sapno mein jo roz kaha hai
Woh phir se kahun ya nahin
Aanhko mein teri ajab si
Ajab si aadayein hai
Oh ho ho oh aanhko mein teri
Ajab si ajab si aadayein hai
Dil ko banade jo baatang saanse,
Yeh teri woh hawayein hai
Tere saath saath aaisa koi noor aaya hai
Chaand teri roshni ka
Halka sa ek saaya hai
Teri nazaro ne dil ka kiya
Jo hashar, asar yeh huwa
Ab inme hi doob ke ho
Jaoon par, yeh hai duwa
Aanhko mein teri ajab si
Ajab si aadayein hai
Oh ho ho oh aanhko mein teri
Ajab si ajab si aadayein hai
Dil ko banade jo baatang saanse,
Yeh teri woh hawayein hai