Old to New 4 Part
La, La La La La La, La La La La La La La
La, La La La La, La La La La La
Tu Tu Hai Vohi
Dil Ne Jisse
Apna Kaha
Tu Hai Jahan
Main Hoon Vahan
Ab To Yeh Jeena
Tere Bin Hai Saza
Hoo Mil Jaaye Is Tarah,
Do Lehre Jis Tarah
Phir Ho Na Judaa,
Haan Yeh Vaada Raha
New
Tu safar mera
Hai tu hi meri manzil
Tere bina guzara
Ae dil hai mushkil
Mujhe,
Aazmaati hai teri kami
Meri..
har kami ko hai tu laazmi
Junoon hai mera
Banoon main tere qaabil
Tere bina guzaara
Ae Dil Hai Mushkil
Old
Gulaabi aankhen jo teri dekhi
Sharaabi yeh dil ho gaya
Sambhaalo mujhko
O mere yaaron
Sambhalna mushkil ho gaya
Main lut gaya
Maanke dil ka kaha
Main kahin tha na raha
Kya kahoon o dilruba
Bura yeh jaadu
teri aankhon ka
Yeh mera kaatil ho gaya
La la la la la la la la la
New
Karoon main ye guzarishein
Muhabbaton ka mol de
Neendon mein meri khwab sa
Zara sa meetha ghol de
Haan Tu bann ja,
bann ja tu meri
bann ja, bann ja
Ban ja, Ban Ja tu meri
Ishqe di chashni
Oh mitthi mitthi chashni
Old
Pal pal dil ke paas
tum rehti ho
Jeevan meethi pyaas
yeh kehti ho
Har shyam aankhon par
Tera aanchal lehraye
Har raat yaadon ki
Baarat le aaye
Pal pal dil ke paas
tum rehti ho