menu-iconlogo
logo

Tumhe Apna Banane Ki Kasam (Short Ver.)

logo
Lyrics
Tumhe apna banaane ki kasam

Khaayi hai, khaayi hai

Tumhe apna banaane ki kasam

Khaayi hai, khaayi hai

Teri aankhon mein chaahat hi nazar

Aayi hai, aayi hai

Tumhe apna banaane ki kasam

Khaayi hai, khaayi hai

Mohabbat kya hai main sab ko bata doonga

Mohabbat kya hai main sab ko bata doonga

Zamaane ko tere aage jhuka doonga

Teri ulfat meri jaana woh rang

Laayi hai, laayi hai

Teri ulfat meri jaana woh rang

Laayi hai, laayi hai

Tumhe apna banaane ki kasam

Khaayi hai, khaayi hai