Do baatein ho sakti hain
Sanam tere inkaar ki
Do baatein ho sakti hain
Sanam tere inkar ki
Ya duniya se tu darti hai 2
Ya qadar nahi mere pyar ki
do baatein ho saakti hain
Sanam tere inkar ki 2
Ya duniya se tu darti hai 2
Ya qadar nahi mere pyar ki
Do baatein ho sakti hain
Sanam tere inkar ki
Heyyy hey hey
La la la la la
Heyyy hey hey
La la la la la
Kabse khada main raahon mein
Apna dil nichaye hai hai hai hai
Kabse khada main raahon mein
Apna dil bichaye
lekin meri mohabbat pe
Tujhko yaqeen na aaye 2
Do baatein ho sakti hain
Sanam tere taqrar ki
Do baatein ho sakti hain
Sanam tere taqrar ki
Ya dil hai tera pather ka 2
Ya chaahat nahi dildar ki
Do baatein ho sakti hain
Sanam tere inkar ki
Dar hai kahin is jeevan ka
Sapna toot na jaye hai hai hai
Dar hai kahin is jeevan ka
Sapna toot na jaye
Main ban jaun pagal
Aur duniya hasee udaaye
Main ban jaun pagal
Aur duniya hasee udaaye
Do baatein ho sakti hain
Ab to jeet ya haar ki
Do baatein ho sakti hain
Ab to jeet ya haar ki
Keh de mujhse main mar jaaun 2
Ya thamle baahe yaar ki
do baatein ho sakti hain
Sanam tere inqar ki 2