Gokul me baaje badhaiya re
Aaj janme kanhaiya
Gokul me baaje badhaiya re
Aaj janme kanhaiya
Nand baba ananad me jhume
Nand baba ananad me jhume
Hasat yashoda maiya re
Aaj janme kanhaiya
Gokul me baaje badhaiya re
Aaj janme kanhaiya
Gokul me baaje badhaiya re
Aaj janme kanhaiya
Gokul me baaje badhaiya re
Aaj janme kanhaiya
Deep jale hai nagar me cham cham
Deep jale hai nagar me cham cham
Gopi gwal to naache chham chham
Hiran ke jhund nihar rahi hain
Mor bhi pank pasar rahe hain
Nachat ghum ghum gaiya re
Aaj janme kanhaiya
Gokul me baaje badhaiya re
Aaj janme kanhaiya
Gokul me baaje badhaiya re
Aaj janme kanhaiya
Dhol nagade ki dhun hai chhayi
Dhol nagade ki dhun hai chhayi
Gali gali baje shahnayi
Koyal tota maina chahke
Yamuna ki lahrein uhhale harse
Sab nache ta ta thaiya re
Aaj janme kanhaiya
Gokul me baaje badhaiya re
Aaj janme kanhaiya
Gokul me baaje badhaiya re
Aaj janme kanhaiya
Dudh dahi makhan ke jharne
Dudh dahi makhan ke jharne
Gokul ki shobha kya kahne
Foolon se bhar gayi foolwariya
Bhavare gaaye mahke kaliyan
Mahke kadamb ke chhaiyan re
Aaj janme kanhaiya
Gokul me baaje badhaiya re
Aaj janme kanhaiya
Gokul me baaje badhaiya re
Aaj janme kanhaiya
Gokul me baaje badhaiya re badhaiya re badhaiya re
Aaj janme kanhaiya