Tumhein aur kya doon main dil ke sivaye?
Tumko hamari umar lag jaaye
Tumko hamari umar lag jaaye
Tumhein aur kya doon main dil ke sivaye?
Tumko hamari umar lag jaaye
Tumko hamari umar lag jaaye
Muraadein hon poori, saje har tamanna
Mohabbat ki duniya ke tum chaand ban'na
Bahaaron ki manzil pe hansna-hansana
Khushi mein hamari bhi aawaz sun'na
Kabhi zindagi mein koi gham na aaye
Tumko hamari umar lag jaaye
Tumko hamari umar lag jaaye
Tumhein aur kya doon main dil ke sivaye?
Tumko hamari umar lag jaaye
Tumko hamari umar lag jaaye
Mujhe jo khushi hai, tumhein kya bataun
Bhala dil ki dhadkan ko kaise chhipaun?
Kahin ho na jaaun khushi se main pagal
Tumhein dekh kar aur bhi muskuraun
Khuda diljalon ki nazar se bachaye
Tumko hamari umar lag jaaye
Tumko hamari umar lag jaaye
Tumhein aur kya doon main dil ke sivaye?
Tumko hamari umar lag jaaye
Tumko hamari umar lag jaaye