Tere liye, ham hain
Jiye, honton ko siye.
Tere liye, ham hain
Jiye, har aansoo piye.
Dil mein magar, jalte
Rahe, chaahat ke diye
Tere liye, tere liye.
Tere liye, ham hain
Jiye, har aansoo piye
Tere liye, ham hain jiye, honton ko siye
Dil mein magar, jalte
Rahe, chaahat ke diye
Tere liye, tere liye..
Aa……......
Zindagi, le ke aayi hai,
Beete dinon ki kitaab.
Zindagi, le ke aayi hai,
Beete dinon ki kitaab.
Ghere hain, ab hamein,
Yaadein be-hisaab.
Bin poochhe, mile mujhe,
Kitne saare jawaab.
Chaaha tha kya, paaya
Hai kya, hamne dekhiye.
Dil mein magar, jalte
Rahe, chaahat ke diye.
Tere liye, tere liye
Kya kahoon, duniya ne
Kiya, mujh se kaisa bair.
Kya kahoon, duniya ne
Kiya, mujh se kaisa bair.
Hukam tha, main jiyun,
Lekin tere baghair.
Naadaan hai woh, kehte hain
Jo, mere liye tum ho ghair.
Kitne sitam, hampe sanam, logon ne kiye.
Dil mein magar, jalte
Rahe, chaahat ke diye.
Tere liye, tere liye.
Tere liye, ham hain jiye, honton ko siye
Tere liye, ham hain
Jiye, har aansoo piye.
Dil mein magar, jalte
Rahe, chaahat ke diye.
Tere liye, tere liye
Tere liye.
Tere liye.
Tere liye.
Tere liye.