Hazaaaron.....
Aandhiaan aayen
Hazaaron...
Bijliyaan Chamke Kabhi
Sathi Ko Tanha
Raah Mein
Chhoda Nahin Karte..
Tumheinn apnaa saathi
Banaane se pehlee
Meri jaan mujhko
Bohat sochna hai
Meri jaan mujhko
Bohat sochna hai
Tumhein apna saathi
Banane se pehle meri jaan mujhko
Bohat sochna hai meri jaan mujhko
Bohat sochna hai
Mohabbat ki duniya basaane se pehle
Meri jaaan mujhko
Bohatt sochna hai
Tumhein apna saathi
Banane se pehle
Meri jaaan mujhko
Bohat sochna hai
Meri jaan mujhko
Bohat sochna hai
Kahan se main laaonga resham ki saari
Yeh bangla
Yeh motar
Nahi le sakoonga, mera dil hi bas ik
Meri milkiyat hai
Jo chaho to bas main
Yehi de sakoonga
Magar dil ki dhadkan
Sunaane se pehle meri jaan mujhko
Bohat sochna hai
Tumhein apna sathi
Banane se pehle meri jaan
Mujh ko
Bohat sochna hai
Meri jaan
Mujh ko
Bohat sochna hai
Yeh ranginiyan rahatein zindagi kiii
Yeh ranginiyan rahatein zindagi ki
Bahutt kuchh
Tumhein
Hans ke khonaa padega kabhi meri
Gurbat ne aansoo diye to
Tumhein bhi
Mere saath ronaa padega
Magar saath tumko
Rulaane se pehle meri jaan mujhko
Bohat sochna hai
Tumhein apna sathi
Banane se pehle meri jaan mujhko
Bohat sochna hai
Meri jaan mujhko
Bohat sochna hai
Main darrta hoon us
din ki rusvaiyon se
Main darrta hoon us din ki
Rusvaiyon se
Kahin pyar par
Apne duniya hase na, mohabbat
Ka ho naam
Badnaam hum se
Zamaana kahin hum
Pe taane kase na
Sitaaron ki mehfil
Sajane se pehlee meri jaan mujh ko
Bahut sochna hain
Tumhein apna saathi
Banane se pehle meri jaan
Mujh ko
Bahut sochna hain
Meri jaan mujh ko
Bahut sochna hain
Mohabbat jinhe
ho gayi ho kisi se
Mohabbat jinhe
ho gayi ho kisi se
Mohabbat ka anjaam
kab sochte hai
ye aisa , suhana, safar hai ki jisme
hazaron hain nakam kab sochte hai
charaage wafa apne
hathon mein lekar
mohabbat ki rahon mein jo chal pade hain
baiyaan ba mein hogi, ke sehra mein hogi
kahan hogi ab sham kab sochte hain
kaha hogi, ab sham kab sochte hain
Mohabbat ke maaron ko ab aur ae dil
satayenge kya sakhtiyaan zindagi ki
jinhe thak ke neend
aa gayi patharon par
wo duniya ka araam kab sochte hain
Ye insan kya hai
khuda ke bhi aage
kabhi pyar dunia mein jhukta nahi hai
PYAAR JHUKTAA NAHIN HAI
Mohabbat hi jinka khuda ban chuki hai
kisi aur ka naam kab sochte hain
Mohabbat jinhe ho gayi ho kisi se
Mohabbat ka anjaam kab sochte hain
Mohabbat ka anjaam kab sochte hain