Itna na mujhse tu pyaar badha
ke main ek badal awara
kaise kisi ka sahara banu
ke main khud beghar bechara
is liye tujhse pyaar karun
ke tu ek badal awara
janam janam se hun saath tere
hai naam mera jal ki dhara
itna na mujhse tu pyaar badha
ke main ek badal awara
janam janam se hun saath tere
hai naam mera jal ki dhara......
^ ^ ^ ^ ^
Mujhe ek jagah araam nahi
ruk jana mera kaam nahi
mujhe ek jagah araam nahi
ruk jana mera kaam nahi
mera sath kahan tak dogi tum
main desh videsh ka banjara
itna na mujhse tu pyaar badha
ke main ek badal awara
kaise kisi ka sahara banu
ke main khud beghar bechara
is liye tujhse pyaar karun
ke tu ek badal awara
janam janam se hun saath tere
hai naam mera jal ki dhara......
^ ^ ^ ^ ^
O nil gagan ke diwane
tu pyar na mera pahchane
o nil gagan ke diwane
tu pyaar na mera pahchane
main tab tak saath chalun tere
jab tak na kahe tu main hara
is liye tujhse pyaar karu
ke tu ek badal awara
janam janam se hun saath tere
hai naam mera jal ki dhara
itana na mujhse tu pyaar badha
ke main ek badal awara
kaise kisi ka sahara banu
ke main khud beghar bechara......
^ ^ ^ ^ ^
Kyun pyaar mein tu nadan bane
ek badal ka arman bane
kyu pyar me tu nadan bane
ek badal ka arman bane
ab laut ke jana mushkil hai
maine chhod diya hai jag sara
itna na mujhse tu pyaar badha
ke main ek badal awara
janam janam se hun saath tere
hai naam mera jal ki dhara
itna na mujhse tu pyaar badha
ke main ek badal awara
janam janam se hun saath tere
hai naam mera jal ki dhara......