Itana na mujhse tu pyar
Badha ki mai ek baadal avara
Kaise kisi ka sahara banun
Ki mai khud beghar bechara
Is liye tujhse main pyar karun
Ki tu ek baadal avaara
Janam janam se hu saath tere
Ke nam mera jal ki dhara
Itna na mujhse tu pyar
Badha ke mai ek badal avara
Janam janam se hu sath tere
Ke nam mera jal ki dhara
Mujhe ek jagah araam nahi
Ruk jana mera kam nahi...
Mujhe ek jagah aram nahi
Ruk jana mera kam nahi
Mera sath kahan tak dogi tum
Mai des bides ka banjara
Itna na mujhse tu pyar
Badha ke mai ek badal avara
Kaise kisi ka sahara banun
Ke mai khud beghar bechara
Is liye tujhse main pyar karun
Ke tu ek badal avara
Janam janam se hu sath tere
Ke nam mera jal ki dhara
Oh neel gagan ke deewane tu
Pyar na mera pahachane...
O neel gagan ke dewaane tu
Pyar na mera pehachane
Mai kab tak saath chalun tere
Jab tak na kahe tu mai hara
Is liye tujhase main pyar karun
Ke tu ek badal avara
Janam janam se hun sath tere
Ke nam mera jal ki dhara
Itna na mujhse tu pyar
Badha ki mai ek baadal avaara
Kaise kisi ka sahara banun
Ke mai khud beghar bechara
Kyu pyar me tu nadaan bane...
Ek paagal ka arman bane
Kyu pyar me tu nadan bane
Ek paagal ka arman bane
Ab laut ke jana mushkil hai
Maine chhod diya hai jag sara
Itana na mujhase tu pyar
Badha ke mai ek badal avara
Janam janam se hu saath tere ke
Nam mera jal ki dhara
Itana na mujhse tu pyar
Badha ke mai ek baadal avaara
Janam janam se hu sath tere
Ke nam mera jal ki dhara