Hmmmmmm...
Hmmmmmm...
Deewar jo itni oonchi na hoti
chhat pe akeli tu jab, raat soti
kankar marke tujhko main jagata
kaash aisa hota
kaash aisa hota
teri gali me hota mera chaubara
chaubare se dekhti tujhe din saara
aangan mein tere khulta mera jharokha
jhaank leti neeche milte hi mauka
kaash aisa hota
kaash aisa hota
teri gali me hota mera chaubara
chaubere se dekhta tujhe din saara
aangan mein tere khulta mera jharokha
jhaank leta neeche milte hi mauka
kaash aisa hota
kaash aisa hota
kaash aisa hota
Interlude
Kaash aisa hota
ghar tera hota saamne mere ghar ke
ghar tera hota saamne mere ghar ke
tu meri khidki ke paas se guzarke
likh ke roz chitthi, phenk jaata
kaash aisa hota
kaash aisa hota
kaash aisa hota
Interlude
Kaash aisa hota
jee jaan se tu mujhe pyaar karti
jee jaan se tu mujhe pyaar karti
jab darpan leke tu singaar karti
jab darpan leke tu singaar karti
main door se dekhta muskurata
kaash aisa hota
kaash aisa hota
kaash aisa hota
Haan sundar yeh sapna magar naseeb apna
bahake yeh paseena humein hai yaar jeena
kare gareeb ulfat,
kise hai itni fursat
humari zindagani, teri meri jawani
issi tarah kategi, kamake apni roti
na jaane tu kahan hai,
yahan wahan dhuaan hai
yahan wahan dhuaan hai
soch ke yeh dil ko hum
de rahe hain dhokha
hmmmm hmm hmmm hota..
kaash aisa hota
teri gali mein hota mera chaubara
chaubare se dekhti tujhe din saara
(Male overlap: kaash aisa hota)
aangan me tere khulta mera jharokha
(Male overlap: kaash aisa hota)
jhaankh leti neeche milte hi mauka
(Male overlap: kaash aisa hota)
kaash aisa hota
kaash aisa hota
kaash aisa hota