Saare jahan se accha
Hindostaan
Hamaara hamaara
Saare jahan se accha
Hindostaan
Hamaara hamaara
Saare jahan se accha
Hum bulbulain hai iss ki
Yeh gulsitan
Hamaara hamaara
Saare jahan se accha
Hindostaan hamaara
Hamaara
Saare jahan se accha
Parvat woh sab se ooncha,
Hamsaaya aasmaan ka
Parvat woh sab se ooncha,
Hamsaaya aasmaan ka
Woh santri hamaara,
Woh paasbaan
Hamaara hamaara
Saare sahan se accha
Hindostaan hamaara
Hamaara
Saare jahan se accha
Godi mein khelti hain
Iski hazaron nadiyaa
Godi mein khelti hain
Iski hazaron nadiyaa
Gulshan hai jin ke dam se
Rashk e janan
Hamaara hamaara
Saare jahan se accha
Hindostaan
Hamaara hamaara
Saare jahan se accha
Majhab nahin sikhata
Aapas mein bairr rakhna
Mazhab nahin sikhata
Aapas mein bairr rakhna
Hindi hai hum
Hindi hai hum
Hindi hai hum
Watan hai
Hindostaan
Hamaara hamaara
Saare jahan se accha
Saare jahan se accha
Saare jahan se accha
Saare jahan se accha