Movie: Chhaya 1961
Singer: Lata Mangeshkar Talat Mehmood
Music : Salil Chowdhary
Lyricist : Rajendra Krishan
Male to start
Itna na mujhase tu pyar badha
Ke mai ek badal awara
Kaise kisi ka sahara Banu
Ke mai khud beghar bechara
Is liye tujhase mai pyar karu
Ke tu ek badal awara
janam janam se hun saath tere
Hai naam mera jal ki dhara
Itna na mujhse tu pyar badha
Ke mai ek badal awara
janam janam se hun saath tere
Hai naam mera jal ki dhara
Onscreen : Sunil Dutt Asha Parekh
Mujhe ek jagah aaram nahi
Ruk jana mera kam nahi
Mujhe ek jagah aaram nahi
Ruk jana mera kam nahi
Mera saath kahan tak dogi tum
Mai des vides ka banjara
Itna na mujhse tu pyar badha
Ke mai ek badal awara
kaise kisi ka sahara banu
Ke mai khud beghar bechara
Is liye tujhse mai pyar karun
Ke tu ek badal awara
Janam janam se hun saath tere
Hai naam mera jal ki dhara
Keep singing Stay safe
O neel gagan ke deewane
Tu pyar na mera pahachane
O neel gagan ke deewane
Tu pyar na mera pahachane
Mai tab tak saath chalun tere
Jab tak na kahe tu mai hara
Is liye tujhse mai pyar karun
ke tu ek badal awara
janam janam se hu sath tere
Hai naam mera jal ki dhara
Itna na mujhse tu pyar badha
Ke mai ek badal awara
Kaise kisi ka sahara banun
Ke mai khud beghar bechara
Kyun pyaar me tu nadan bane
Ek badal ka arman bane
Kyun pyaar me tu nadan bane
Ek badal ka arman bane
Ab laut ke jana mushkil hai
Maine chhod diya hai jag saara
Itna na mujhse tu pyar badha
Ke mai ek badal awara
Janam janam se hun saath tere
Hai naam mera jal ki dhara
Itna na mujhse tu pyar badha
Ke mai ek badal awara
Janam janam se hun saath tere
Hai naam mera jal ki dhara
Hit if you like the track
Thank you