Jaa re kaare badaraa balam ke dwaar
Jaa re kaare badaraa balam ke dwaar
Vo hain aise budhu, naa samjhe re pyaar
Jaa re kaare badaraa balam ke dwaar
Vo hain aise budhu, naa samjhe re pyaar
Vaheen jaa ke ro
Jaa re kaare badaraa balam ke dwaar
Vo hain aise budhu, naa samjhe re pyaar
Kinaki palak se palak moree uljhi
Kinaki palak se palak moree uljhi
Nipat anaadi se lat moree uljhi
Ki lat ulajhaa ke main to gayi haar
Vo hain aise budhu, naa samjhe re pyaar
Vaheen jaa ke ro
Jaa re kaare badaraa balam ke dwaar
Vo hain aise budhu, naa samjhe re pyaar
Ang unheen kee lahariya samaai
Ang unheen kee lahariya samaai
Kabahu naa pooche, loon kaahe angadaai
Ki sau-sau balkha ke main to gayi haar
Vo hain aise budhu, naa samjhe re pyaar
"Thaam lo bainyaa", jo nar samjhaaven
"Thaam lo bainyaa", jo nar samjhaaven
"Garava lagaa lo", kajar samjhaave
Ki saba samajh ke main to gayi haar
Vo hain aise budhu, naa samjhe re pyaar
Vaheen jaa ke ro
Jaa re kaare badaraa balam ke dwaar
Vo hain aise budhu, naa samjhe re pyaar
Vo hain aise budhu, naa samjhe re pyaar