Main Manta Hun,Main Nashe Mein Hoon
Par Bin Piye, Main Kaise Yeh Kahoon
Ke Kitna Tumse Pyar Hai
Mein Maanta Hun, Main Nashe Mein Hoon
Par Bin Piye ,Main Kaise Yeh Kahoon
Ke Jaana Padega
Shayad Mujhe tumse Door
Jab Pehli Baari Hum ,Mil Rahe The
Phool Bageecho Ke Yeh ,Kaise Khil Gaye The
Woh Aankhein Churana
Woh Tera Sharmana
Yaad Hai Mujhe
Tu Zindagi Bani Thi Zindagi Mein
Jo Zindagi Mili Toh Zindagi Ko Dee Hai
Tujhe Hi Toh Chaaha
Tujhe Hi Toh Maanga
Tha Maine
Ab Jaa Raha Hoon main Jo Tumse Door
Tum Ache Ho main Bura Hoon Itna Kyun
Chahon Kabhi,Thoda Mujhe
Tum Kabhi
Ab Jaate Jaate wada Karte Jaana
Ke Bhool Jaaoge
Naa Gaaoge Yeh Gaana
Naa Aansoon Bahana
Sada Muskuraana hain Tumhein
Agar Tu Royegi
Toh Kaise Jaunga ,Main Tujhse Door baahon Mein
Kaise Basaunga Main ,Tujhko Yuh Ke Aakhri Yeh Pal
Tujhko Chup Karane Mein Fizool
Honge
Zara Sunno Yeh Baat Tum Ke Yaad Aayenge
Tum Aur Main Se Main Aur Tum Juda Ho Jayenge
Toh Aapko Bata Doon Jo Aapka Nasha Hoon
Baahon Mein Tumhari Bas Ek Aakhri Dafa Hoon
Toh Jee Bhar Ke Peele
Iss Raat Ko Jeele
Main Rok Paata, Toh Na Hoti Subah Phir Kabhi Yeh
Jo Hona Woh Hoga
Jo Paaya Woh Khoga
Jisko Bhi Hasaaya Kal Dekhunga Ke Woh Roya
Yaa Nahi
Yaa Nahi
Yaa Nahi
Yaa Nahi
Main Kaafi Zyaada Door Jaa Raha Hoon
Tum Kho
Jaaoge tna Dhundh Bhi Na Paaun
Toh Peeche Na Aana Kisi Bhi Bahane
Se Mere
Toh Aaj Bata Doon Oh Yaar Main Tumko
Ke Aaj Bhi Karta Hoon Pyaar Main Tumse
Toh Aao Gale Toh Milo Aur Jaane Na Do
Main Manta Hun,Main Nashe Mein Hoon
Par Bin Piye, Main Kaise Yeh Kahoon
Ke Pyar Hai
Ke Kitna tumse piyar hi