Tujhko jo dekha to aisa laga
Ki jaise sapne hakikat hoon
Wo pyaar tha ya tha dil ka bharam
Ab tere bin main adhura hu
Maasoom sa woh chehra tera
Chahkar bhi na bhula main saka
Tune itne jo dard diye mujhko
Main sehta raha na kaha tujhko
Saare ab vaade tod ke main
Door kahin chala jaunga
O main phir bhi tumko chahunga
Main phir bhi tumko chahunga
Iss chahat mein marr jaaunga
Main phir bhi tumko chahunga
Jab se chhoota saath tera
Khud se khafa main rehti hoon
Sirf teri un yaadon mein
Aaj bhi jeete marti hoon
Tere saath beete jo pal mere
Ek pal bhi na bhule paau use
Wo aaj bhi mujhko sataata hai
Pal pal aise tadpata hai
Par jab bhi dil se pukaraoge
Tujhe chhu ke guzar mai jaaunga
Main phir bhi tumko chahungi
Main phir bhi tumko chahunga
Iss chahat mein marr jaaunga
Main phir bhi tumko chahungi