Kyon chalti hai pavan
Kyon jhume hai gagan
Kyon machalta hai mann
Na tum jano na hum
Na tum jano na hum
Kyon aati hai bahaar
Kyon lut tha hai karaar
Kyon hota hai pyaar
Na tum jano na hum
Na tum jano na hum
Ye madhoshiyaan
Ye tanhaiyaan
Tasabur mein hai
Kiski parchhaiyaan
Ye bhiga samaan
Umangein jawaan
Mujhe ishq le ja raha hai kahaan
Kyon gum hai har disha
Kyon hota hai nasha
Kyon aata hai mazaa
Na tum jano na hum
Na tum jano na hum