Raj
Hey Neeta
Tumhari maujudgi mai
Uski maujudgi gumshuda kyun hai
Kon ?
Oh soniya woh toh subah hi gum ho gayi
Lekin aap itne sun sun kyun hai
Tumhari cousin soniya ki wajah se
Mai kuch samajh nahi pa raha hu
Uski ek nazar hi kaam kar gayi
Mai bata nahi sakta neeta
Woh jis tarah mukhe dekh rahi thi
Mai woh aakhen bhul nahi sakta
Jinme kahi sawal the
Kya kuch likha tha uske chehre par?
So simple so innocent
Aur phir uska chale jaana
It just left too many questions unanswered you know
Too much oh wow raj that is so romantic
Agar tum yahi dialouge soniya ko kehte
Toh wo abhi isiwaqt behosh ho jaati
Neeta you've gotta help me
Mai usse milna chahta hu
Usse janna chahta hu
Kuch kehna chahta hu sunna chahta hu
Ki jo mai feel kar raha hu
Kya woh bhi exactly wahi feel kar rahi hogi
Kyun chalti hai pavan
Kyun jhoome hai gagan
Kyun machalta hai man
Na tum jaano na hum
Na tum jaano na hum
Kyun aati hai bahaar
Kyun lut-ta hai karaar
Kyun hota hai pyaar
Na tum jaano na hum
Na tum jaano na hum
Isse kehte hai itefaq
Itefaq no 3
Yeh hamari tisri mulaqat hai right
Yeh madhoshiyan, yeh tanhaiyaan
Tasavvur mein hain kiski parchhaiyaan
Yeh bheega sama, umangein jawaan
Mujhe ishq le ja raha hai kahan
Kyun ghum hai har disha
Kyun hota hai nasha
Kyun aata hai maza
Na tum jaano na hum
Na tum jaano na hum
Soniya mai jaanta hu ki tum bohot kuch seh chuki ho
Tumpar kya beeti hogi iska toh
Shayad mai andaza bhi nahi laga sakta
Lekin tu ek baat bhul rahi ho soniya
Tum bhul rahi ho ki zindagi abhi tumhare sath hai
Dhadakta bhi hai, tadapta bhi hai
Yeh dil kyun achaanak behakta bhi hai
Mehakta bhi hai, chehakta bhi hai
Yeh dil kya wafa ko samjhata bhi hai
Kyun milti hai nazar
Kyun hota hai asar
Kyun hoti hai sehar
Na tum jaano na hum
Na tum jaano na hum
Kyun chalti hai pavan
Kyun jhoome hai gagan
Kyun machalta hai man
Na tum jaano na hum
Kyun aati hai bahaar
Kyun lut-ta hai karaar
Kyun hota hai pyaar
Na tum jaano na hum
Na tum jaano na hum