teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
kuchh baaten aati hain
dil mein talab hai
lab pe taraana
kisi ki talaash mein ye
guzre zamaana
kal hai kahaan do
pal ka bahaana
nahin tha yakeen hum
huye to rawaana
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
kuchh baaten aati hain
duniyaa ke raaston mein
ek hai zariyaa ek hai zariyaa
kehta deewana ye sun to le
dariyaa se jaa mili hai
kitni hi nadiyaan kitni hi nadiyaan
kehta deewana ye sun to le
aisa samaa bhe naa dekha hai
mausam ye behka aur mehka hai
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
kuchh baaten aati hain
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
kuchh baaten aati hain
kahin rang mein dhala hai
koi paimaana
kahin aasmaan jhuka hai
zameen hai sarhaana
inhi raah se guzarte
hum rozaana
kis ka pata liye hum
chale kis thikana
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
kuchh baaten aati hain
dil hai naadan apna
kehti hai duniyaa
kehti hai duniyaa
kaisa deewana ye sun to le
hum se hairaan duniyaa
kaisi nagariyaa
kaisi nagariyaa
kaisa deewana ye sun to le
dheere dheere ab ye sehna hai
aankhen bichhaye ab rehna hai
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
kuchh baaten aati hain
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain
teri yaaden aati hain