Mahboobaa, mahboobaa, meri mahboobaa
Mahboobaa, meri mahboobaa
Jabse tuje dekha hai, jabse tuje chaahaa hai
Kuch hosh nahin duniyaa ka
Mahboobaa, meri mahboobaa
Jabse tuje dekha hai, jabse tuje chaahaa hai
Kuch hosh nahin duniyaa ka
Mahboobaa, meri mahboobaa
Shaayar jo tuje dekhe to ghazal kah daale
Shaayar jo tuje dekhe to ghazal kah daale
Tuje husn ka zindaa tajmahal kah daale
Bijlee kee chamak, sooraj kee damak
Hai noor teri aankhon ka, mahboobaa
Mahboobaa, meri mahboobaa
Jabse tuje dekha hai, jabse tuje chaahaa hai
Kuch hosh nahin duniyaa ka
Mahboobaa, meri mahboobaa
Teri zulf kee khaatir baag khilaaen kaliyaan
Too guzare jahaan se jananath hain vo gaaliyaan
Phulon kee mahak, bulbul kee chahak
Har shay mein hai tera charchaa, mahboobaa
Mahboobaa, meri mahboobaa
Jabse tuje dekha hai, jabse tuje chaahaa hai
Kuch hosh nahin duniyaa ka
Mahboobaa, meri mahboobaa
Bhuule se agar too shaam ko baahar aaye
Bhuule se agar too shaam ko baahar aaye
Kya chaand kee jurrat hai jo nikalne paae?
Dekhe jo tuje, hairat se kahe, "ye chaand hai kis duniyaa ka?" mahboobaa
Mahboobaa, meri mahboobaa
Jabse tuje dekha hai, hae, jabse tuje chaahaa hai
Kuch hosh nahin duniyaa ka
Mahboobaa, meri mahboobaa
Mahboobaa, meri mahboobaa
Mahboobaa, meri mahboobaa