Door hain jhab talak tum say hum
Kaisay hoga mudawa e gham
Door hain jab talak tum say hum
Kaisay hoga mudawa e gham
Ek dafa tum milo toh sanam
Gham khushi mein badal jayega
Ek dafa tum milo to sanam
Gham khushi mein badal jaayga
Ek dafa tum milo toh sanam
Gham khushi mein badal jayega
Ek dafa tum milo to sanam
Gham khushi mein badal jaayga
Gar yoon hi ghar mein baithe raha
Maar daalegi tanhaiyaan
Ek dafa tum milo to sanam
Gham khushi mein badal jayega
Mere ashq bhi hain is mein
Yeah sharaab ubal na jaaye
Mere ashq bhi hain is mein
Ye sharaab ubal na jaaye
Mera jaam choonay wale
Tera haath jal na jaaye
Mera jaam choonay wale
Tera haath jal na jaaye
Ek din woh zaroor aayenge
Dard ka saaya tall jaayega
Ek dafa tum milo to sanam
Gham khushi mein badal jayega
Ek dafa tum milo toh sanam
Gam khushi mein badal jaayga
Dil hai bekhud sambhale na sambhle
Hosh me mujhse aaya na jaye
Ho dekh lu agar teri mast aankhe
Jaam bharke uthaya na jaye
Ho laakh dekhe jatan humne karke
Baat dil ki samajh mein na aaye
Saher ujde toh bas jaye phir se
Dil jo ujde basaya na jaye
Surkh hotho ka andaz katil
Ki mast nazron ka andaz katil
Kar na dale katl ye yahan
Ek dafa tum milo to sanam
Gham khushi mein badal jayega
Ek dafa tum milo to sanam
Gham khushi mein badal jayega
Gham khushi mein badal jayega
Gham khushi mein badal jayega
Gham khushi mein badal jayega