Aap iss tarah to Hosh uthaaya na kijiye
Yu ban savar ke Saamne aaya na kijiye
Kali kali zulfo ke Phande na dalo
Hamein zinda rehne do Ae husn walon
Na chedo hamein
Hum sataye hue hain
Boht zakham seenay pe
Khae huae hain
Sitmagar ho tum
khoob pehchaante hain
Tumhari aadaaon ko
Hum jaante hain
Daghabaaz ho tum
Sitam dhaanay walay
Faraibe mohabbat main
Uljhaane wale
Ye rangi kahani tumhi ko mubarak
Tumhari jawani tumhi ko mubarik
Hamari taraf se
Nigaahein hata lo
Hamein zinda rehne do
Ae husn walon
Kali kali zulfo ke
Phande na dalo
Hamein zinda rehne do
Ae husn walon . kali kali zulfon ke....
Deewana mera dil hai
Deewane ko kya kahiye
Zanjeer mein julphon ke
Phas jaane ko kya kahyie
Kaali kaali julphon ke
Phande na daalo. kali kali....phande...
Hamein jinda rahane do
Ae husn vaalo
Sadaa waar karte ho
Tere jaffa ka
Bahate ho khoon tum
aehle wafa ka
Yeh nagan si zulfain
Yeh zehrili nazrain
Wo pani na mange
Yeh jis ko bhi das lain
Wo lut jaye jo tum se
Dil ko laga le
Phir hasraton ka janaja uthae
Hai maloom humako
Tumhare hakikat
Mohabbat ke parde mein
Karate ho nafrat
Kanhi aur jaake adae ujhaalo
Hume jinda rahane do
Ae husn vaalo
kaali kaali julphon ke
Phande na daalo
Hamein jinda rehane do
Ae husn vaalo