Jab main huya besahara
Dosto ne muhjko sawara
Jab main huya tum se khafa
Dosto ne samjhi wafa
Khud chle hum jo yeh sama
Badd te chale hum aage waha
Yaari tumhari meri yaari
Duniya pe padti thi bhaari
Yaari tumhari meri yaari
Sab se alag thi bechari
Yaari tumhari meri yaari
Duniya pe padti thi bhaari
Yaari tumhari meri yaari
Sab se alag thi bechari
Jab bhi muhje yaad aate woh pal
Jispe hum kahi bhi the udd chale
Jab bhi muhje satati tanhaiya
Koi sahara bhi na le saku
Koi muhje lotta de woh pal
Jiss pal mein hum the jiye
Koi muhje lotta de woh pal
Jiss pal mein hum the jiye
Yaari tumhari meri yaari
Duniya pe padti thi bhaari
Yaari tumhari meri yaari
Sab se alag thi bechari
Kuch ko satana, kuch ko rulana
Ruthe huye ko wapis manana
Eh dosto muhjko mili thi tum se hi khushi
Eh dosto jo tum nhi toh khali hai yeh zindgi
Mere dosto bas itni c hai iltiza
Tum sabi ko main dekh lu ik martaba
Mere dosto bas itni c hai iltiza
Tum sabi ko main dekh lu ik martaba
Yaari tumhari meri yaari
Duniya pe padti thi bhaari
Yaari tumhari meri yaari
Sab se alag thi bechari
Yaari tumhari meri yaari
Duniya pe padti thi bhaari
Yaari tumhari meri yaari,Sab se alag thi bechari