aaja sanam madhur chaandani mein hum
tum milein to virane mein bhi
aa jaayegi bahaar
jhoomne lagega aasmaan
jhoomne lagega aasmaan
kehta hai dil aur
machalta hai dil
more saajan le chal
mujhe taaron ke paar
lagta nahin hai dil yahan
lagta nahin hai dil yahan
bheegi bheegi raat mein
dil ka daaman thaam le
khoyi khoyi zindagi
har dam tera naam le
chaand ki behki nazar
keh rahi hai pyaar kar
zindagi hai ik safar
kaun jaane kal kidhar
chaand ki behki nazar
keh rahi hai pyaar kar
zindagi hai ik safar
kaun jaane kal kidhar
aaja sanam madhur chaandani mein hum
tum milein to virane mein bhi
aa jaayegi bahaar
jhoomne lagega aasmaan
jhoomne lagega aasmaan
kehta hai dil aur
machalta hai dil
more saajan le chal
mujhe taaron ke paar
lagta nahin hai dil yahan
lagta nahin hai dil yahan
dil ye chaahe aaj to
baadal ban ud jaoon main
dulhan jaisa aasmaan
dharti par le aaoon main
chaand ka dola saje
dhoom taron mein mache
jhoom ke duniya kahe
pyaar mein do dil mile
chaand ka dola saje
dhoom taron mein mache
jhoom ke duniya kahe
pyaar mein do dil mile
aaja sanam madhur chaandani mein hum
tum milein to virane mein bhi
aa jaayegi bahaar
jhoomne lagega aasmaan
jhoomne lagega aasmaan
kehta hai dil aur
machalta hai dil
more saajan le chal
mujhe taaron ke paar
lagta nahin hai dil yahan
lagta nahin hai dil yahan