Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Wo galat tha yeh sahi hai
Jhooth yeh aaj keh do
Itna ehsaan kar do
Itna ehsaan kar do
Poore armaan kar do
Lab pe aakar jo ruke hain
Dhai wo harf keh do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do...
Mushqil aasaan kar do
Mushqil aasaan kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Meetha sa yeh zehar main to peeta rahunga
Tu khuda na sahi main to sajde karunga
Hmm...
Meetha sa yeh zehar main to peeta rahunga
Tu khuda na sahi main to sajde karunga
Tum jo sheerin na huye kya
Humko farhaad kar do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do
Itna ehsaan kar do
Itna ehsaan kar do
Poore armaan kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do