Suno re pyare bhai prabhu ke bharose haatho gaadee
Hari ke bharose haatho gaadee
Na jaane kab toot
Pade maathe pe kaala kulaadi prabhu ke bharose
Haatho gadi prabhu ke bharose
Bhakto gaadi hari ke bharose bhakto gaadi
Panch tatva se baniye kothariya jiska naam
Hai kaya har ek jeev rahe iss ghar
Me dekar saas ki
Rah jab loot jayenge saans ki punji pachtaoge o anadi
Prabhu ke bharose hatho gadi
Prabhu
Ke bharose bhakto gaadi hari ke bharose bhakto gaadi
Sun lo re hum tum kehte
Hai duniya ho ek darshan mela ho ho ek darshan mela
Ek din aisa aata yaha re
Jab udta hans akela
Jab udta hans akela bhakti ke rang mein rang
Lo re jeevan yahin hai mukti
Mitti ki naari prabhu ke bharose haatho gaadi prabhu
Ke bharose haatho gaadi hari ke bharose
Haatho gaadi suno re pyaare bhai
Prabhu ke bharose
Lakho gadi hari ke bharose lakho gadi na jaane
Kab toot pade maathe pe
Kaala kulaadi prabhu ke bharose haatho gadi
Prabhu
Ke bharose lakho gadi hari ke bharose lakho gadi