Main jis din bhula doon,tere pyar dil se
Wo din akhri ho meri zindgi ka
Ye ankhain usi raat, ho jain andhi
Jo tere siwa dainkhain, sapna kisi ka
Main jis din bhula doon,tere pyar dil se
Wo din akhri ho meri zindgi ka
Mujhey apne dil se uterney na daina
Main khushbu hun mujh ko bikharney na daina
Hamesha rahoon main tere bazuoon main
Na tutey ye bandhan, kabhi dosti ka
Ye ankhain usi raat, ho jain andhi
Jo tere siwa dainkhain, sapna kisi ka
Main jis din bhula doon,tere pyar dil se
Wo din akhri ho meri zindgi ka
Meri dharkanun main mohabbat hai teri
Meri zindgi ab amanat hai teri
Tamanna hai jin rastoon per chaley tu,
Nishan ho wahan per meri bandgi ka
Ye ankhain usi raat, ho jain andhi
Jo tere siwa dainkhain, sapna kisi ka
Main jis din bhula doon,tere pyar dil se
Wo din akhri ho meri zindgi ka