Maula Yaa Salli Wa
Sallim Da’aiman Abadan,
Ala Habibika Khairi Khlaqi Kulli’ini.
Maula Yaa Salli Wa
Sallim Da’aiman Abadan,
Ala Habibika Khairi Khlaqi Kulli’ini.
Na Koi Aap Sa Ho Ga Na Koi Aap Jesa Tha,
Koi Yusaf Say Poochay
Mustufa Ka Husn Kesa Tha,
Zameen o Aasmaan Main
Koi Bhi Misaal Na Mili.
Maula Yaa Salli Wa
Sallim Da’aiman Abadan,
Ala Habibika Khairi Khlaqi Kulli’ini.
Daleel e Zindagi Wo Hain
Kamaal e Bandagi Wo Hain,
Koi Bhi Daur Ho Us Main
Meraj e Aadmi Wo Hain,
Wohi Toh Deen o Duniya Hai
Jo Baatain Aap Nay Kahin.
Maula Yaa Salli Wa
Sallim Da’aiman Abadan,
Ala Habibika Khairi Khlaqi Kull’ini
Koi Bhi Baat Ho Har
Hukm Unka Mutabar Aisa,
Kay Un Ka Haan Nahin Kehna
Bhi Hai Quran Kay Jesa,
Hadisy e Paak Kehlaain Jo
Baatein Aap Nay Kahin.
Maula Yaa Salli Wa
Sallim Da’aiman Abadan,
Ala Habibika Khairi Khlaqi Kull’ini.
Durrod Un Par Salaam Un Par
Yehi Kehna khuda Ka hai,
Khuda Kay Baad Jo Hai
Martaba Salle Ala Ka Hai,
Wohi Sardaar e Alam Hain Wohi
Gham Khwaar e Ummat Hian,
Wohi Toh Hashar Kay Maidan
Main Sab Ki Shifa’at Hain,
Shifa’at Kay liye Sab Ki
Nazar Un Par Lagi Ho Ge.
Maula Yaa Salli Wa
Sallim Da’aiman Abadan,
Ala Habibika Khairi Khlaqi Kulli’ini.
Maula Yaa Salli Wa
Sallim Da’aiman Abadan,
Ala Habibika Khairi Khlaqi Kulli’ini.
Maula Yaa Salli Wa
Sallim Da’aiman Abadan,
Ala Habibika Khairi Khlaqi Kulli’ini.
Maula Yaa Salli Wa
Sallim Da’aiman Abadan,
Ala Habibika Khairi Khlaqi Kulli’ini.
FOLLOW ME FRIENDS