Naat sarkar ki parhata hoon mein
Bus isi baat say ghar
main meray rehmat hogi
Ik tera naam waseela hey mera
Ranjo o gham main bhi
isi naam say rahat hogi
Yeh suna hai kay bohat gaur andheri hogi
Qabr ka khauf na rakhna aie dil
Wahan sarkar kay chehray ki ziarat hogi
Naat sarkar ki parhata hoon mein
Bus isi baat say ghar
main meray rehmat hogi…
Kabhi yaseen kabhi
tauha kabhi walail aaya
Jis ki kasmein mera Rab khata hai
Kitni dil kash meray
mehboob ki surat hogi.
Naat sarkar ki parhata hoon mein
Bus isi baat say ghar
main meray rehmat hogi…
Hashar ka din bhi ajab dekhnay wala hoga
Zulf lehra kay woh jab aayein gay
Phir qayamat pay bhi
khud aik qayamat ho gi
Naat sarkar ki parhata hoon mein