Hawaon ne yeh kaha
~•• MMB :- 110059 ••~
Nahin marna ganwara pyaar mein
Tumse yeh kehna hai
Tumhein bhi zinda rehna hai
Mujhe bhi zinda rehna hai ]
***********
Chorus :- [ Kabhi aasaan, kabhi mushkil
Ajab hain pyaar ki raahein
** ** **
Kabhi aasaan, kabhi mushkil
Ajab hain pyaar ki raahein
Magar jo pyaar karte hain
Kabhi bharte nahin aahein ]
Hawaon ne yeh kaha
Fizaon ne yeh kaha
Aayi pyaar ki ye rut badi tufani
Tu darna na o meri rani
Badlega yeh mausam ari deewani
Hum likhenge prem kahani
********
Chorus : [ Kabhi aasaan, kabhi mushkil
Ajab hain pyaar ki raahein
Magar jo pyaar karte hain
Kabhi bharte nahin aahein ]
Hawaon ne yeh kaha
Fizaon ne yeh kaha
Aayi pyaar ki ye rut badi tufani
Tu darna na o meri rani
Badlega yeh mausam ari deewani
Hum likhenge prem kahani
~•• MMB :- 110059 ••~
Gardish mein hi sahi
Yeh sitare humnashin
*** ** ***
Gardish mein hi sahi
Yeh sitare humnashin
Dhoondhegi kal hamein
Phir bahaarein humnashin
Imtehan pyaar ke , roz hote nahin
Pyaar wale kabhi, sabra khote nahi
*** ** ***
Mohabbat ho hi jaati hai
Mohabbat ki nahi jaati
Chorus : [Yeh aisi cheez hai jo sabke
Hisse mein nahi aati ]
Hawaon ne yeh kaha
Fizaon ne yeh kaha
Aayi pyaar ki ye rut badi tufani
Tu darna na o meri rani
Badlega yeh mausam ari deewani
Hum likhenge prem kahani
~•• MMB :- 110059 ••~
Woh mohabbat hi nahin
Jismein dil lut gaye
*** ** ***
Woh mohabbat hi nahin
Jismein dil lut gaye
De ke kurbaniyan
premi khud mit gaye
Soch le jaan-e-man, humko milna hai ab
Aage peechhe nahi, sath chalna hai ab
Mohabbat raaz hai aisa
Jo samjhaya nahi jata
Chorus : [ Yeh aisa geet hai har
Saaz pe gaya nahi jata ]
Hawaon ne yeh kaha
Fizaon ne yeh kaha
Aayi pyaar ki ye rut badi tufani
Tu darna na o meri rani
Badlega yeh mausam ari deewani
Hum likhenge prem kahani
[Hum likhenge prem kahani] (x2)
~•• MMB :- 110059 ••~
~•• END ••~