Dur reh kar na karo baat,
Kareeb aajao
Dur reh kar na karo baat,
Kareeb aajao
Yaad rehejayegi yeh raat,
Kareeb aajao
🎶🎶🎶🎶
Ik mudat se, tamanna thi,
Tumeh chhuneki
Ik mudat se, tamanna thi,
Tumeh chhuneki
Aaj bas mein nahin, jazbaat,
Kareeb aajao
Aaj bas mein nahin, jazbaat,
Kareeb aajao
Dur reh kar na karo baat,
Kareeb aajao
🎶🎶🎶🎶🎶
Sard jhonkon se, bhadakte hein,
Badan mein shole
Sard jhonkon se, bhadakte hein,
Badan mein shole
Jaan le legi, yeh barasaat,
Kareeb aajao
Jaan le legi, yeh barasaat,
Kareeb aajao
Dur reh kar na karo baat,
Kareeb aajao
🎶🎶🎶🎶🎶
Is qadar humse jhijakne ki
Zuuroorat kya hai
Is qadar humse jhijakne ki
Zuuroorat kya hai
Zindagi bhar ka hai, ab saath,
Kaeeb aajao
Zindagi bhar ka hai, ab saath,
Kaeeb aajao
Yaad rehejayegi yeh raat,
Kareeb aajao
Dur reh kar na karo baat,
Kareeb aajao.
Track by Avi💕💕💕