Haaye
Tauba tauba yeh jawani
Yeh jawani ka guroor
Ishq ke saamne sar phir
Bhi jhukana hi pada
Kaisa kehte the na aayenge
Na aayenge magar
Dil ne is tarah pukara
Tumhein aana hi pada.
Yeh mana meri jaan
Mohabbat saza hai
Yeh mana meri jaan
Mohabbat saza hai
Maza ismein itna
Magar kis liye hai
Maza ismein itna
Magar kis liye hai
Woh ek bekararari
Jo ab tak idhar thi
Wohi beqarari udhar kis liye he
Yeh mana meri jaan
Mohabbat saza hai
Maza ismein itna magar kis liye hai
Maza ismein itna magar kis liye hai
Behalna na jaane,
Badalna na jaane
Tamanna machal ke
Sambhalna na jaane
Haa tamanna machal ke
Sambhalna na jaane
Hay tamna machal ke shambhalna na jane
Tamnna machal ke shambhalna na jane
Haaa tamnna machal,ke shambhalna na jane
Kareeb aur aao,
Kadam to badhao
Jhuka du na mein sar to sar kis liye hai
Jhuka du na mein sar to sar kis liye hai
Yeh mana meri jaan mohabbat saza hai
Maza ismein itna magar kis liye hai
Maza ismein itna magar kis liye hai
Nazaare bhi dekhe,
Ishare bhi dekhe
Kayi khoobsurat
Sahaare bhi dekhe
Haan kayi khoobsurat
Sahaare bhi dekhe
Haan sahaare bhi dekhe
Naam kya cheez hai,
Izzat kya hai
Sone chaandi ki hakiqat kya hai
Lakh behlaaye koyi daulat se
Pyaar ke saamne daulat kya hai
Kai khoobsurat sahaare bhi dekhe
Haan kai khoobsurat sahaare bhi dekhe
Jo maikhane jaake
Main sagar uthaaoon
To phir yeh nasheeli nazar kis liye hai
To phir yeh nasheeli nazar kis liye hai
Yeh mana meri jaan mohabbat saza hai
Maza ismein itna magar kis liye hai
Maza ismein itna magar kis liye hai