aa aa aa aa aa
kabhi khushi kabhi gham
na juda honge hum
kabhi khushi kabhi gham
aa aa aa aa aa
aa aa aa aa aa
aa aa aa aa aa
meri saanson mein tu hai samaya
mera jeewan to hai tera saaya
meri saanson mein tu hai samaya
mera jeewan to hai tera saaya
teri pooja karoon main to har dum
ye hain tere karam
kabhi khushi kabhi gham
na juda honge hum
kabhi khushi kabhi gham
meri saanson mein tu hai samaya
mera jeewan to hai tera saaya
teri pooja karoon main to har dum
ye hain tere karam
kabhi khushi kabhi gham
na juda honge hum
kabhi khushi kabhi gham
suboh shyam charno mein
diye hum jalayen
dekhen jahan bhi dhekhen
tujhko hi paayen
o o o o o
suboh shyam charno mein
diye hum jalayen
dekhen jahan bhi dhekhen
tujhko hi paayen
inn labon pe tera
bas tera naam ho
inn labon pe tera
bas tera naam ho
pyaar dil se kabhi bhi na ho kam
ye hain tere karam
kabhi khushi kabhi gham
na juda honge hum
kabhi khushi kabhi gham
ye ghar nahin hai mandir hai tera
iss mein sada rahe tera basera
ho o o o o
ye ghar nahin hai mandir hai tera
iss mein sada rahe tera basera
khushbuon se teri
ye mehkta rahe
khushbuon se teri
ye mehkta rahe
aaye jaaye bhale koi mausam
ye hain tere karam
kabhi khushi kabhi gham
na juda honge hum
kabhi khushi kabhi gham
meri saanson mein tu hai samaya
mera jeewan to hai tera saaya
meri saanson mein tu hai samaya
mera jeewan to hai tera saaya
teri pooja karoon main to har dum
ye hain tere karam
kabhi khushi kabhi gham
na juda honge hum
kabhi khushi kabhi gham
aa aa aa aa aa
kabhi khushi kabhi gham
na juda honge hum
kabhi khushi kabhi gham