wo hum na the wo tum na the
wo hum na the wo tum na the,
wo rahguzar thi pyar ki
luti jahan pe bewajah
palki bahar ki, palki bahar ki
wo hum na the wo tum na the
MOVIE CHA CHA CHA 1964
SINGER MOHD. RAFI
ye khel tha nasib ka
MUSIC
ye khel tha nasib ka,
na hans sake, na ro sake
na toor par, pahunch sake,
na daar par hi so sake
kahani kisse ye kahe
MUSIC
kahani kisse ye kahe
chadhav ki utaar ki
luti jahan pe bewajah
palki bahar ki, palki bahar ki
wo hum na the wo tum na the
ACTOR CHANDRASHEKHAR,HELEN
MUSIC : IQBAL QURESHI
tumhi the mere rahnumaan
MUSIC
tumhi the mere humasafar
MUSIC
tumhi the meri roshani,
tumhi ne mujhko di nazar, di nazar
bina tumhare zindagi
MUSIC
bina tumhare zindagi
shama hai ek mazaar ki
luti jahan pe bewajah
palki bahar ki, palki bahar ki
wo hum na the wo tum na the
ye kon sa muqam hai
MUSIC
ye kon sa muqam hai
falak nahi, zami nahi
ke shab nahi, sahar nahi,
ke gam nahi, khushi nahi
kahan ye leke aa gayi
MUSIC
kahan ye leke aa gayi hawa tere dayar ki
luti jahan pe bewajah
palki bahar ki, palki bahar ki
wo hum na the wo tum na the
guzar rahi hai tumpe kya
MUSIC
banake humko dar b dar
MUSIC
ye soch kar udas hoon,
ye soch kar hai chashm tar, chashm tar
na chot hai ye phool ki
MUSIC
na chot hai ye phool ki,
na hai khalish ye khaar ki
luti jahan pe bewajah
palki bahar ki, palki bahar ki
palki bahar ki, palki bahar ki