Kabhi asaan kabhi mushkil
Ajab hai pyar ki raahe
Kabhi asaan kabhi mushkil
Ajab hai pyar ki raahe
Magar jo pyar karate hai
Kabhi bharate nahi aahen
Hawaao ne ye kaha
Fizaao ne ye kaha
Aai pyar ki ye rrut badi tufaani
Tu darna na o meri rani
Badalega ye mausam ari deewani
Ham likhenge prem kahani
Kabhi asaan kabhi mushkil
Ajab hai pyar ki raahe
Magar jo pyar karate hai
Kabhi bharate nahi aahen
Hawaao ne ye kaha
Fizaao ne ye kaha
Aai pyar ki ye rrut badi tufaani
Tu darna na o meri rani
Badalega ye mausam ari deewani
Ham likhenge prem kahani
Gardish me hi sahi ye
Sitaare hamnashin
Gardish me hi sahi ye
Sitaara hamnashin
Imtehaan pyar ke roz hote nahin
Pyar waale kabhi sabr khote nahi
Mohabbat ho hi jaati hai
Mohabbat ki nahi jaati
Ye aisi chiz hai jo sabake hisse mein nahi aati
Hawaao ne ye kaha
Fizaao ne ye kaha
Aai pyar ki ye rrut badi tufaani
Tu darna na o meri rani
Badalega ye mausam ari deewani
Ham likhenge prem kahani
Woh mohabbat hi nahin
Jis mein dil lut gaye
Woh mohabbat hi nahin
Jis mein dil lut gaye
Deke qurbaniya premi khud mit gaye
Sochale janeman
Hamko milna hai ab
Aage piche nahi saath
Chalana hai ab mohabbat
Raaz hai aisa jo samjhaya
Nahi jaata ye aisa geet hai
Har saaz pe gaaya nahi jaata
Hawaao ne ye kaha
Fizaao ne ye kaha
Aai pyar ki ye rrut badi tufaani
Tu darna na o meri rani
Badalega ye mausam ari deewani
Ham likhenge prem kahani