menu-iconlogo
logo

Noor

logo
Lyrics
Tujhe Rakhun Mehfooz Duniya Se Dur

Nakhre Tere Hai Mujhko Qubool

Bas Teri Hi Raahe Chunu

Teri Hasi Hai Mera Guroor

Teri Aankhein Jaise Noor

Meri Raatein Befizul

Tu Sitaron Se Dur

Tu Kahaniyon Ki Hoor

Teri Aankhein Jaise Noor

Meri Raatein Befizul

Tu Sitaron Se Dur

Tu Kahaniyon Ki Hoor Haan

Tu Kahaniyon Ki Hoor Aasmani

Zameen Pe Bhi Chale Teri Manmani

Tu Jachti Saath Mere Aise Jaise Mere

Badan Pe Ho Koi Suit Armani

Karwani Hai Teri Hi Baat Meri Kalam Se

Tere Baare Likh Ke Wo Bhi Hai Deewani

Aazmani Hai Kismat Tere Saath

Wada Khuda Se Nahi Mangunga Kuch Tere Baad

Teri Aankhein Jaise Noor

Meri Raatein Befizul

Tu Sitaron Se Dur

Tu Kahaniyon Ki Hoor

Teri Aankhein Jaise Noor

Meri Raatein Befizul

Tu Sitaron Se Dur

Tu Kahaniyon Ki Hoor

Haan Nayab Tujhe Bazaaron Mein Rakhte Nahi

Taarif Karke Teri Shayar Bhi Thakte Nahi

Waqt Bewaqt Aate Rehte Mujhe Tere

Ye Khayal Paband Waqt Ke Nahi

Jo Zulfein Khole Wo Jaan Pe Ban Aaye

Chhuke Badan Uska Mere Haath Kap-Kapaye

Pighal Raha Chand Wahan Usko Dekh

Aur Thandi Saansein Bharke Wo Yahan Aag Ko Jamaye Haay

Tujhe Rakhun Mehfooz Duniya Se Dur

Nakhre Tere Hai Mujhko Qubool

Bas Teri Hi Raahe Chunu

Teri Hasi Hai Mera Guroor

Teri Aankhein Jaise Noor

Meri Raatein Befizul

Tu Sitaron Se Dur

Tu Kahaniyon Ki Hoor

Teri Aankhein Jaise Noor

Meri Raatein Befizul

Tu Sitaron Se Dur

Tu Kahaniyon Ki Hoor