Kaisa wo mod tha tu hua tha juda
Tu na jaane main na jaanu
Tu na jaane main na jaanu
Tera jhoota moota gussa mujhe lagata tha sacha
Har or tera hi gumaar
Tujhe tujhse churaaya dhadkan main basaaya
Tu ho na saka mera
Kyon jaane na tu tu mera sukun
Hai mujh mein tu hai mujh mein tu
Do chaar pal ki kahani nahin hai
Lafjo main kaise hogi bayaan
Haan do chaar pal ki kahani nahin hai
Lafjo main kaise hogi bayaan
Maine chuni hai teri mohabbat
Baandhi hai tujhse ye doriyaan ye doriyaan
Kyon jaane na tu tu mera sukun
Hai mujh mein tu hai mujh mein tu
O rabba ye judai meri hai rushwai
Tere bina jiyun na dase hai tanhaayi
O rabba ye judai meri hai rushwai
Tere bina jiyun na dase hai tanhaayi
Sabab aansuon ka kise hum bataayen
Kise bebasi ki kahani sunaaye
Sabab aansuon ka kise hum bataayen
Kise bebasi ki kahani sunaaye
Inhe to hamaari khabar hi nahin hai
Jinke liye mohabbat wafaayen
Kyon jaane na tu tu mera sukun
Hai mujh mein tu hai mujh mein tu
Tera jhoota moota gussa mujhe lagata tha sacha
Har or tera hi gumaar
Tujhe tujhse churaaya dhadkan main basaaya
Tu ho na saka mera